Homepage
Advertisment
MOUSE PAD
ONLY
$0.99



MOUSE PAD
ONLY
$0.99



MOUSE PAD
ONLY
$0.99




Taare Zameen Peh - Song - kholo kholo darwaze
Taare Zamen Peh - kholo kholo darwaze.... Great, awsome Lyrics..... Hats off... :-) kholo kholo darwaze parde karo kinare khuntey se bandhi hai hawa mil ke chudao saare aajao patang leke apney hi rang leke aasmaan ka shamiyana aaj hamein hai sajana kyun is kadar hairaan tu mausam ka hai mehmaan tu duniya sajee tere liye khud ko zara pehchaan tu tu dhoop hain jham se bikhar tu hai nadee o bekhabar beh chal kahin ud chal kahin dil khush jahan teri toh manzil hai wahin kyun is kadar hairaan tu mausam ka hai mehmaan tu baasi zindagi udaasi taazi hasney ko raazi garma garma saari abhi abhi hai utaari zindagi to hain batasha meethi meethi si hai aasha chakh le rakh le hatheli se dhak le ise tujh mein agar pyaas hai baarish ka ghar bhi pass hai roke tujhe koi kyon bhala sang sang tere aakash hai tu dhoop hain jham se bikhar tu hai nadee o bekhabar beh chal kahin ud chal kahin dil khush jahan teri toh manzil hai wahin kyun is kadar hairaan tu mausam ka hai mehmaan tu kholo kholo darwaze parde karo kinare khuntey se bandhi hai hawa mil ke chudao saare khul gaya aasmaan ka rasta dekho khul gaya mil gaya kho gaya tha jo sitara mil gaya roshan hui saari zameen jagmag hua saara jahaan udne ko tu azad hai bandhan koi ad hai kahan tu dhoop hain jham se bikhar tu hai nadee o bekhabar beh chal kahin ud chal kahin dil khush jahan teri toh manzil hai wahin