http//www.wardak24.de
Lyrics
--MALE--
(Nagme Hain, Shikwe Hain
Kisse Hain, Baatein Hain) - 2
(Baatein Bhool Jaati Hain
Yaadein Yaad Aati Hain) - 2
Yeh Yaadein Kisi Dil-o-jaanam Ke
Chal Jaane Ke Baad Aati Hain
Yaadein, Yaadein, Yaadein
--CHORUS--
Sa Ga Re Ga Sa Re Ni Sa Sa Sa - 2
Sa Pa Ma Pa Ma Pa Ga Ma Ga
Sa Pa Ma Pa Ma Pa Ga Ma Ma Pa
Sa Ga Re Ga Sa Re Ni Sa Sa Sa - 2
--MALE--
Yeh Jeevan Dil Jaani, Dariya Ka Hai Paani
Paani To Beh Jaaye, Baaqi Kya Reh Jaaye
Yaadein, Yaadein, Yaadein
Nagme Hain, Shikwe Hain
Kisse Hain, Baatein Hain
Baatein Bhool Jaati Hain
Yaadein Yaad Aati Hain
Yeh Yaadein Kisi Dil-o-jaanam Ke
Chal Jaane Ke Baad Aati Hain
Yaadein, Yaadein, Yaadein
--FEMALE--
Aa Aa Aah, Aa Aa Aah, Aa Aa Aah - 2
--MALE--
Duniya Mein Yun Aana, Duniya Se Yun Jaana
Aao To Le Aana, Jaao To De Jaana
Yaadein, Yaadein, Yaadein
Baatein Bhool Jaati Hain
Yaadein Yaad Aati Hain
Yeh Yaadein Kisi Dil-o-jaanam Ke
Chal Jaane Ke Baad Aati Hain
Yaadein, Yaadein, Yaadein
--FEMALE--
Aa Aa Aah, Aa Aa Aah, Aa Aa Aah - 2
_____________________________________
--FEMALE--
(Nagme Hain, Shikwe Hain
Kisse Hain, Baatein Hain) - 2
(Baatein Bhool Jaati Hain
Yaadein Yaad Aati Hain) - 2
Yeh Yaadein Kisi Dil-o-jaanam Ke
Chale Jaane Ke Baad Aati Hain
Yaadein, Yaadein, Yaadein
--CHORUS--
Sa Ga Re Ga Sa Re Ni Sa Sa Sa - 2
Sa Pa Ma Pa Ma Pa Ga Ma Ga
Sa Pa Ma Pa Ma Pa Ga Ma Ma Pa
Sa Ga Re Ga Sa Re Ni Sa Sa Sa - 2
--FEMALE--
Bandhan Ho To Chhode
Darpan Ho To Tode
Hum Sab Hain Mushkil Mein
Yeh Dil Hai Is Dil Mein
Yaadein, Yaadein, O Yaadein
--MALE--
Nagme Hain, Shikwe Hain
Kisse Hain, Baatein Hain
Baatein Bhool Jaati Hain
Yaadein Yaad Aati Hain
Yeh Yaadein Kisi Dil-o-jaanam Ke
Chale Jaane Ke Baad Aati
Yeh Yaadein, Haan Yeh Yaadein, Yaadein
--FEMALE--
Yaadein, Yaadein, Yaadein
Duniya Mein Hum Saare
Yaadon Ke Hai Maare
Kuch Kushiyaan, Thode Gham
Yeh Humse, Inse Hum
Yaadein, O Meethi Meethi Yaadein
Khatti Meethi Yaadein
Nagme Hain, Shikwe Hain
Kisse Hain, Baatein Hain
Baatein Bhool Jaati Hain
Yaadein Yaad Aati Hain
Yeh Yaadein Kisi Dil-o-jaanam Ke
Chale Jaane Ke Baad Aati Hain
Yaadein, Yaadein, Oh Yaadein
_____________________________________
Yaadein... (2001)
Raj Singh Puri has a very wealthy friend in Lalit Kumar Malhotra, and his wife, Nalini. After the passing away of his wife, Shalini, Raj has become more dependent on the Malhotras, and they have offered him support and solace in his time of need. Raj has also won over the affections of their son, Ronit Malhotra. When Ronit meets with Raj's daughter, Isha, both are attracted to each other and fall in love. They want to surprise Ronit's parents and Raj, and they accordingly decide to share this news with Raj, only to find out that Raj has been actively involved in trying to get Ronit married to Monishka Rai, the daughter of a very wealthy industrialist, who the Malhotras would like to have a business merger with.
_____________________________________
Kareena Kapoor,Hrithik Roshan,Jackie Shroff,Amrish Puri,Subhash Ghai
_____________________________________
_____________________________________
_____________________________________
Sobair-Wardak
Tags: Kareena Kapoor Hrithik Roshan Jackie Shroff Amrish Puri Subhash Ghai