Sajaad khoon raukhey kei ta taah hur bushaar sei.
Logo Rasool zadee mohtaj hain chadar sai.
1) Yaad ata tha safar mei baba ko usko seena
Jab dekhti musalman naa roti tee Sakina
Chehray ko chupalati zalim Shimaar key daar sei.
2) Ayi Kufay jab kuley saar Ghazi ki akha zadee
Tatheer ki vaaris koh kisnay bina rida di
Nikhli ujar kay Zainab baba teray shehr sei.
3) Tanha Sakina kei seh ummat ki ti nawassi
Deewaro seh takhara kay baba ko bhi bulati
Maar gaye hain juda hokay Shabbir musafir sei.
4) Yeh zindagi tho uski kabhi na skoon sei hogi meshaar mei
Mehshaar main bhi shafa ath us ki hassan na hogi
Ik baar gira deh gi jisay Fatima nazar sei.
Tags: SHAAM live noha matamdari mhurram jaloss