Hindi movie : Phir Wohi Dil Laaya Hun
Remix Singer : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Aanchal mein sajaa lena kaliyaan zulfon mein sitaare bhar lena
Aise hi kabhi jab shaam dhale, tab yaad hamein bhi kar lena
Aanchal mein sajaa lenaa kaliyaan
Aaya thaa yahaan begaana sa-2
Chal doonga kaheen deevaana sa-2
Deevaane ki khaatir tum koyee, ilzaam na apane sar lena
Aise hi kabhi jab shaam dhale, tab yaad hamein bhi kar lena
Aanchal mein sajaa lena kaliyaan
Rasta jo mile anjaan koyee-2
Aa jaaye agar toofaan koyee-2
Apane ko akela jaan ke tum
Aankhon mein na aansoon bhar lena
Aise hii kabhi jab shaam dhale, tab yaad hamen bhi kar lena
Aanchal mein sajaa lena kaliyaan
Tags: Aanchal mein sajaa lena kaliyaan zulfon sitaare bhar mere tarane India hindi Chaudhry